Skip to product information
1 of 2

OneTouch Book

Prachin Bharatiya Itihas - Prarambhik Kaal Se Maurya Yug Tak | FYUGP Semester-I MJ-1 | NEP 2020 | S Chand

Regular price Rs. 400.00
Regular price Rs. 450.00 Sale price Rs. 400.00
Sale Sold out
Shipping calculated at checkout.
Quantity

Discription


As Per National Education Policy 2020 ke anusar likhi gayi ye pathyapustak B.A. Itihas Pratham Semester MJ-1 Paper ke pathyakram ke aadhar par viksit ki gayi hai.


Is pustak me chhatron ko prarambhik aadimanav ke samay se lekar Maurya Yug tak ke ateet ka parichay prapt hoga. Is kaal khand ke itihas par kendrit pustakon ki uplabdhta kam hai, is pustak me iski vishesh roop se poorti ki gayi hai.


*Is Book Me:*

- Prarambhik Kaal se Maurya Yug tak ka sampurna itihas

- Sabhi adhyayon ko kramshah spasht roop se samjhaya gaya hai

- Saral aur vartaman Hindi me likhi hui

- Pratyek adhyay ke ant me pariksha-upyogi abhyas ke liye prashn diye gaye hain

- Dirgh evam laghu uttariya prashnon ke uttaron ko jaanne me sahayata


Itihas se lagav ho jaye, is uddeshya se pustak ki bhasha ko yathasambhav sujhav evam saral rakha gaya hai.


*Details:*

- *Publisher:* S Chand Publishing

- *Author:* Kanjiv Lochan

- *Course:* FYUGP, Semester-I, MJ-1

- *MRP:* ₹275.00

View full details