Skip to product information
1 of 1

OneTouch Book

Shivangan JSSC Prashikshit Sahayak Acharya Samajik Vigyan Arthshastra Paper-IV Book (Class VI-VIII)| shivangan publication

Regular price Rs. 280.00
Regular price Rs. 400.00 Sale price Rs. 280.00
Sale Sold out
Shipping calculated at checkout.
Quantity



Shivangan Publication ki ye book Jharkhand Karmchari Chayan Aayog (JSSC) dwara aayojit Jharkhand Prashikshit Prathmik Shikshak Sanyukt Pratiyogita Pariksha ke liye specially taiyar ki gayi hai.


Ye book Prashikshit Sahayak Acharya, Samajik Vigyan (Kaksha VI - VIII) ke liye hai.


*Is Book Me:*

Paper-IV - Arthshastra ka sampurna syllabus cover kiya gaya hai. Har chapter ko exam pattern ke anusar aasan aur saral bhasha me samjhaya gaya hai, jisse aapko concept aasani se samajh aaye aur exam me achhe marks laa sako.


Jharkhand Teacher Exam ki taiyari ke liye ye ek best aur bharosemand book hai.


*Kyun Le Ye Book?*

- Latest syllabus ke anusar

- Chapter-wise complete theory

- Exam-oriented content

- Aasan bhasha me likhi hui

View full details